Bismilahirrahmanirrahim
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ki Aakhri ashre mein Qayam Al lail (Tahajjud) ki namaz
-------------------
✦ Abu Zarr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki humne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ke saath ramzan ke roze rakhe un hone humko 23 raat tak Qayam al lail ki namaz nahi pdhayee, phir 23 raat ko ek tihayee raat tak namaz padhate rahe, phir 24 raat ko namaz nahi padhayee aur phir 25 raat ko aadhi raat tak namaz padhate rahe maine arz kiya ki Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam kaash aap baqi raat mein bhi hamare saath isee tarah namaz ada farmate. Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne irshad farmaya jo shakhs imam ke saath (Qayma mein) khada ho aur uske farig hone tak saath rahe usko puri raat Qayam al lail (sari raat namaz pdhne) ka sawab milta hai aur uske bad Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne 27 raat ko apne ahal o ayal aur ajwaz e mutahharat (ghar walo) ko bhi jama karke namaz ada farmaye, yaha tak ki humko falah ke nikal jane ka khatra malum hua, pucha ki falah kya hai to farmaya Sehri
Sunan Nasaii, Jild 1, 1608-Sahih
(Kitab Qayam Al Lail / Tahajjud)
--------------------
✦ अबू ज़र रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की हमने रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम के साथ रमज़ान के रोज़े रखे उनहोने हमको 23 रात तक क़याम अल लैल की नमाज़ नही पढ़ाई , फिर 23 रात को एक तिहाई रात तक नमाज़ पढ़ते रहे, फिर 24 रात को नमाज़ नही पढ़ाई और फिर 25 रात को आधी रात तक नमाज़ पढ़ते रहे मैने अर्ज़ किया की या रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम काश आप बाक़ी रात का वक़्त भी हमारे साथ इसी तरह नमाज़ अदा फरमाते. आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने इरशाद फरमाया जो शख्स ईमाम के साथ(क़याम में ) खड़ा हो और उसके फारिग होने तक साथ रहे उसको पूरी रात क़याम अल लैल (सारी रात नमाज़ पढ़ने) का सवाब मिलता है और उसके बाद रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने 27 रात को अपने अहल ओ अयाल और अज़वाज़ ए मुताहहरात (घरवालों) को भी जमा करके नमाज़ अदा फरमाये, यहा तक की हमको फ़लाह के निकल जाने का ख़तरा मालूम हुआ, पूछा की फ़लाह क्या है तो फरमाया सेहरी
सुनन नसाई, जिल्द 1, 1608-सही
किताब क़याम अल लेल (रात का क़याम / तहज्जुद)
--------------------
✦The Qayam Al Lail of Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam in the last 10 days of Ramzan
----------------
✦ It was narrated that Abu Dharr Radi Allahu Anhu said:
"We fasted with the Messenger of Allah (ﷺ) in Ramadan and he did not lead us in praying Qiyam until there were seven days left in the month, when he led us in praying Qiyam until one-third of the night had passed. Then he did not lead us in praying Qiyam when there were six days left. Then he led us praying Qiyam when there were five days left until one-half of the night had passed. I said: "O Messenger of Allah ! We wish if we spend the rest of this night praying like this , He said: "Whoever prays Qiyam with the Imam until he finishes, Allah Subhanahu will record for him the Qiyam of a (whole) night." Then he did not lead us in prayer or pray Qiyam until there were three days of the month left. Then he led us in praying Qiyam when there were three days left. He gathered his family and wives (and led us in prayer) until we feared that we would miss Al-Falah. I (one of the narrators) said: "What is Al-Falah?" He said: "The suhur".
Sunan Nasaii, Book 20, Hadith 1606-Sahih
The Book of Qayam Al lail (Tahajjud)
__._,_.___
No comments:
Post a Comment