Showing posts with label Sunan Ibn Majah. Show all posts
Showing posts with label Sunan Ibn Majah. Show all posts

Thursday, 28 September 2017

Sab rozo main Afzal Ramzan ke Baad Muharram Ke Roze hain


 Bismillahirrahmanirrahim 

✦ Hadith: Sab rozo main Afzal Ramzan ke Baad Muharram Ke Roze hain
------------------
✦ Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoolallah Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Sab rozo main Afzal Ramzan ke Baad Muharram Ke Roze hain Jo Allah Ka mahina hai Aur Baad Namaz farz ke tahajjud Ki Namaz Hai 
Sahih Muslim , Vol 3, 2755 

✦ Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki ek sahib Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ki khidmat mein hazir hokar arz karney lage ki Ramadhan ke baad sabse ziyada fazilat kaunse rozo ki hai to Aap Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Allah ka mahina jise tum Muharram kahte ho. 
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1742 - Sahih
------------------
✦ अबू हुरैरह रदी-अल्लाहू-अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फरमाया सब रोज़ो में अफ़ज़ल रमज़ान के बाद मुहर्रम के रोज़े हैं जो अल्लाह का महीना है और बाद नमाज़ फ़र्ज़ के तहज्जूद की नमाज़ है 
सही मुस्लिम , जिल्द 3, 2755 

✦ अबू हुरैरा रदी-अल्लाहू-अन्हु से रिवायत है की एक साहिब रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम की खिदमत में हाज़िर होकर अर्ज़ करने लगे की रमज़ान के बाद सबसे ज़ियादा फ़ज़ीलत कौनसे रोज़ो की है तो आप सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फरमाया अल्लाह का महीना जिसे तुम मुहर्रम कहते हो. 
सुनन इब्न माजा , जिल्द 1 , # 1742 - सही
------------------

English Translation:
✦ Abu Hurairah Allah be pleased with him reported Allah's Messenger may peace be upon him as saying: The most excellent fast after Ramadan is God's month. Al-muharram, and the most excellent prayer after what is prescribed is prayer during the night. 
Sahih Muslim, Book 6, Hadith 2611 

✦ It was narrated that Abu Hurairah may Allah be pleased with him said: A man came to the Prophe Peace be upon him and said: Which fasting is best after the month of Ramadan? He Peace be upon him said: The month of Allah which is called Muharram. 
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1742 (Sahih)
  

Hadith :Waseeyat mein na-insafi karne wale ka khatama bura hota hai


Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith :Waseeyat mein na-insafi karne wale ka khatama bura hota hai
----------------
✦ Al Quran : Allah Subhanahu tumhari aulad ke baare mein tumko irshad farmata hai ki (jaydad mein) ek ladke ka hissa do ladkiyo ke barabar hai (yani ek bete ko jitna hissa diya jayega uska aadha hissa beti ko bhi dena jaruri hai)
Surah Nisa(4) Aayat 11

✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaye Admee 70 Saal tak (yani zindagi bhar) Neik Aaamal karta rahta hai phir waseeyat Ke waqt apni waseeyat mein nainsafi kar deta hai jiski wajah se uska khatma burey Aamal per ho jata hai aur wo jahannum mein chala jata hai isee tarh aadmee 70 saal tak burey aamal karta rehta hai lekin apni waseeyat main insaf kar deta hai to uska khatma bil-khair hota hai aur wo Jannat Mai jata hai 
Sunan Ibn Majah,Jild 2, 861-Hasan
----------------
 الله تمہاری اولاد کے بارے میں تم کو ارشاد فرماتا ہے کہ ایک لڑکے کا حصہ دو لڑکیوں کے حصے کے برابر ہے۔
سورة النساء (٤) آیت ١١ 

رسول اللہ ﷺ نے فرمایا:  آدمی ستر سال تک نیک اعمال  کرتا رہتا ہے، پھر وصیت کے وقت اپنی وصیت میں نہ انصافی کرتا ہے، تو اس کا خاتمہ برے عمل پر ہوتا ہے اور جہنم میں جاتا ہے  اسی طرح آدمی ستر سال تک برے اعمال  کرتا رہتا ہے لیکن اپنی وصیت میں انصاف کرتا ہے، اس کا خاتمہ بالخیر ہوتا ہے، اور جنت میں جاتا ہے ۔ 
سنن ابن ماجہ جلد ٢ ، ٨٦١-حسن 
----------------
✦ अल क़ुरान : अल्लाह सुबहानहु तुम्हारी औलाद के बारे में तुमको इरशाद फरमाता है की (जायदाद में) एक लड़के का हिस्सा दो लड़कियों  के बराबर है (यानी एक बेटे को जितना हिस्सा दिया जाएगा उसका आधा हिस्सा बेटी को भी देना ज़रूरी है)
सुरह निसा (4) आयत 11

✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि  वसल्लम ने फरमाया आदमी 70 साल तक (यानी ज़िंदगी भर) नेक आमाल करता रहता है फिर वसीयत के वक़्त अपनी वसीयत में नाइंसाफी कर देता है जिसकी वजह से उसका ख़ात्मा बुरे आमाल पर हो जाता है और वो जहन्नुम में चला जाता है इसी तरह आदमी 70 साल तक बुरे आमाल करता रहता है लेकिन अपनी वसीयत मैं इंसाफ़ कर देता है तो उसका ख़ात्मा बिल-खैर होता है और वो जन्नत में चला  जाता है 
सुनन इब्न माजा ,जिल्द 2, 861-हसन

✦  Hadith : Being Unjust in will may ends life with evil deeds 
----------------
✦ Al Quran : Allah commands you as regards your children's (inheritance): to the male, a portion equal to that of two females.
Surah Nisa(4) Aayat 11

✦ It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah (ﷺ) said A man may do the deeds of the people of goodness for seventy years, then when he makes his will, he is unjust in his will, so he ends (his life) with evil deeds and enters Hell. And a man may do the people of evil for seventy years, then he is just in his will, so he ends (his life) with good deeds and enters Paradise.
Sunan Ibn Majah,Book 22, 2704-Hasan

Friday, 10 February 2017

Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo kyuki.....

Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith : Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo kyuki...... 
-----
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo, kyuki yaqeen ke baad aafiyat se behtar koi cheez kisi ko nahi di gayee
Jamia Tirmidhi,Jild 2,1482-Sahih

✦ Ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne subah aur sham ko ye dua maangna kabhi nahi chorha yani rozana subah aur sham mein isko padha karte they
اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْعَفْوَ وَالْعَافِيَةَ فِي الدُّنْيَا وَالآخِرَةِ
Allahumma inni Asalukal-Afwa Wa Al-Aafiyah fid-dunya wa Al-Aakhirah
Ya Allah main tujhse duniya aur aakhirat mein magfirat aur aafiyat maangta hun.
Sunan Ibn Maja,Jild 3,752-Sahih
--------------

✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अल्लाह सुबहानहु से मगफिरत और आफ़ियत माँगा करो, क्यूंकि यक़ीन के बाद आफ़ियत से बेहतर कोई चीज़ किसी को नहीं दी गयी 
जामिया तिरिमिज़ी , जिल्द 2, 1482-सही

✦ इब्न उमर रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम सुबह और शाम को ये दुआ माँगना कभी नहीं छोड़ा यानि रोज़ाना सुबह और शाम में इसको पढ़ा करते थे 
اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْعَفْوَ وَالْعَافِيَةَ فِي الدُّنْيَا وَالآخِرَةِ
Allahumma inni Asalukal-Afwa Wa Al-Aafiyah fid-dunya wa Al-Aakhirah
अल्लाहुम्मा इन्नी असअलुकल-अफ़वा वा अल-आफ़िया फीद दुनिया वा अल आखिरा 
या अल्लाह मैं तुझसे दुनिया और आखिरत में मगफिरत और आफ़ियत मांगता हूँ 
सुनन इब्न माजा , जिल्द 2 , 1482-सही
--------------

✦ The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said - Ask Allah for pardon and Al-Aafiyah (well being), for verily, none has been given anything better than Al-Afiyah after yaqeen.
Jamia Tirmizi,Book 46,3558-Sahih

✦ The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam never abandoned these supplications, every morning and evening
اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْعَفْوَ وَالْعَافِيَةَ فِي الدُّنْيَا وَالآخِرَةِ
Allahumma inni Asalukal-Afwa Wa Al-Aafiyah fid-dunya wa Al-Aakhirah
O Allah, I ask You for forgiveness and Al-Aafiyah (well-being) in this world and in the Hereafter.
Sunan Ibn maja,Book 34,3871-Sahih(Part)

Friday, 13 January 2017

Mafhum-e-Hadith: Aulad ke Astagfar karne se marhum waldein ke darje buland hote hain



Bismillahirrahmanirrahim 

✦ Mafhum-e-Hadith: Aulad ke Astagfar karne se marhum waldein ke darje buland hote hain
------------------
✦ Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jannat mein mard ka darja buland kar diya jata hai to wo arz karta hai ye kaise hua irshad hota hai ki tumhare Aulad ke tumhare haq mein astigfar ke sabab.
Sunan Ibn majah, Jild 3, 541-Hasan

✦ Ayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki ek shaksh aaya aur usney Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha ki meri Maa achanak mar gayee aur waseeyat na kar saki, agar wo bolti to jarur sadqa deti, ab agar main Uski taraf se sadqa du to kya usey Sawab hai ? Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya HAAN 
Sahih Muslim, Vol 3, 2326 

✦ Note: is hadith se ye sabit hota hai ki neik aulad marne ke baad sadqa e jariya hoti hai aur wo agar apne maa baap ke liye astagfar ya sadqa bhi karti hai to unke maa baap ko iska sawab pahuchta hai
------------------
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जन्नत में मर्द का दर्जा बुलंद कर दिया जाता है तो वो अर्ज़ करता है ये कैसे हुआ ईरशाद होता है की तुम्हारे औलाद के तुम्हारे हक़ में असतगफार के सबब.
सुनन इब्न मज़ाह, जिल्द 3, 541-हसन

✦ आयशा रदी अल्लाहू अन्हा से रिवायत है की एक शख्स आया और उसने रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम से पूछा की मेरी मा अचानक मर गयी और वसीयत ना कर सकी, अगर वो बोलती तो ज़रूर सदक़ा देती, अब अगर मैं उसकी तरफ से सदक़ा दूँ तो क्या उसे सवाब है ? रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया हाँ 
सही मुस्लिम, जिल्द 3, 2326

नोट: इस हदीस से ये साबित होता है की नेक औलाद मरने के बाद सदक़ा ए ज़रिया होती है और वो अगर अपने माँ बाप के लिए असतगफार और सदका भी करती है तो उनके माँ बाप को इसका सवाब पहूँचता है

-----------------------------

✦ Abu Hurairah Radi allahu anhu that Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam Said "A man is raised in status in Paradise and he says: Where did this come from?' And it will be said:'From your son's praying for forgiveness(doing astigfar) for you.
Sunan Ib
n majah, Book 33, Hadith 3660-Hasan

✦ Aisha Radi Allahu Anha said that A person came to the Apostle of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam and said: My mother died suddenly without having made any will. I think she would have definitely given Sadaqa if she had been able to speak. Would she have a reward if I gave Sadaqa on her behalf? He Sallallahu Alaihi Wasallam said: Yes.
Sahih Muslim, Book 005, Number 2196
__._,_.___

Wednesday, 5 October 2016

Beshak Jo log ye chahte hain ki Imaan walon mein be-hayaee ka charcha ho unke liye Duniya aur aakhirat mein dardnak Azab hai

Bismillahirrahmanirrahim

✦ Al Quran : Beshak Jo log ye chahte hain ki Imaan walon mein be-hayaee ka charcha ho unke liye Duniya aur aakhirat mein dardnak Azab hai
Surah An-Noor(24) Verse 19

✦ Hadith: Anas bin Malik Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jis Dawat dene wale ne bhi Gumrahi ki Dawat di aur uski pairwi ki gayee to usko pairwi karne walon ke barabar gunaah milega aur pairwi karne walo ke gunah mein koi kami nahi hogi aur jis dawat dene walon ne hidayat ki taraf bulaya phir uski pairwi ki gayi to usko pairwi karne walo ke barabar Ajar milega aur pairwi karne walo ke Ajar mein kuch kami nahi ki jayegi 
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 205 -Sahih


✦ Al Quran : Jo Shaksh Neik baat ki sifarish kare to usko us (ke sawab) mein se Hissa milega, aur Jo buri baat ki sifarish karega usko us(ke Azab) mein se Hissa milega, Aur ALLAH har cheez par Kudrat rakhta hai 
Surah-An-Nisa(4),Aayah 85


✦ comment: internet par kuch bhi share ya upload karney se pahle achchi tarah se soch liya kijiye ki ye sharing meri neki mein ejafa karegi ya mere gunahon mein ejafa karegi, agar aapne koi song ya behayee wala photo ya video upload kiya aur aapne socha ki main kal isko hata dunga aur is se pahle hi aapko maut aa gayee to jab jab ye behayee wala video ya photo koi dekhega tumhare aamal name mein gunaaho ka ezafa hota rahega.
----------------------

✦ अल क़ुरान : बेशक जो लोग ये चाहते हैं की ईमान वालों में बे-हयाई का चर्चा हो उनके लिए दुनिया और आख़िरत में दर्दनाक अज़ाब है
सुराह अन-नूर(24) आयत 19


✦ हदीस : अनस बिन मलिक रदी-अल्लाहू-अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल्लल्लाहु-अलैही-वासल्लम ने फरमाया जिस दावत देने वाले ने भी गुमराही की दावत दी और उसकी पैरवी की गयी तो उसको पैरवी करने वालों के बराबर गुनाह मिलेगा और पैरवी करने वालो के गुनाह में कोई कमी नही होगी और जिस दावत देने वालों ने हिदायत की तरफ बुलाया फिर उसकी पैरवी की गयी तो उसको पैरवी करने वालो के बराबर अजर मिलेगा और पैरवी करने वालो के अजर में कुछ कमी नही की जाएगी 
सुनन इब्न माजा , जिल्द 1 , # 205 सही


✦ अल क़ुरान : जो शख्स नेक बात की सिफारिश करे तो उसको उस (के सवाब) में से हिस्सा मिलेगा, और जो बुरी बात की सिफारिश करेगा उसको उस(के अज़ाब) में से हिस्सा मिलेगा, और अल्लाह हर चीज़ पर क़ुदरत रखता है 
सुरह अन-निसा(4),आयत 85


✦ नोट : इंटरनेट पर कुछ भी शेर या अपलोड करने से पहले अच्छी तरह से सोच लिया कीजिए की ये शेरिंग मेरी नेकी में इज़ाफा करेगी या मेरे गुनाहों में इज़ाफा करेगी, अगर आपने कोई गाना या बेहयाई वाला फोटो या वीडियो अपलोड किया और आपने सोचा की मैं कल इसे हटा दूँगा और इस से पहले ही आपको मौत आ गयी तो जब जब ये बेहयाई वाला वीडियो या फोटो कोई देखेगा तुम्हारे आमाल नामे में गुनाहो का इज़ाफा होता रहेगा.
----------------------
✦ Al Quran : Indeed, those who like that immorality should be spread [or publicized] among those who have believed will have a painful punishment in this world and the Hereafter
Surah An-Noor(24) Verse 19

✦ Hadith: It was narrated from Abu Hurairah may ALLAH be pleased with him that the Messenger of ALLAH said: "Whoever calls people to true guidance, will have a reward equal to that of those who follow him, without that detracting from their reward in the slightest. And whoever calls people to misguidance, will have a (burden of) sin equal to that of those who follow him, without that detracting from their sins in the slightest. 
Sunan Ibn Majah, Vol1, 206

✦ Al Quran : Whoever recommends and helps a good cause becomes a partner therein, And whoever recommends and helps an evil cause, shares in its burden,And ALLAH hath power over all things.
Surah-An-Nisa(4),Aayah 85

✦ Comment: Always take care while uploading or sharing any video or picture, for example you have just uploaded a immoral video and you think that tomorrow you will remove it meanwhile death come to you , Now whenever these kind of immoral video or picture will be seen by anybody , a sin will be added in your book automatically and it may be unlimited.

__._,_.___