Tuesday 4 October 2016

Beshak Namaz apne muqarrar waqto mein momeeno par farz hai

Bismillahirrahmanirrahim
✦ Al Quran : jo kitab tumhari taraf wahi ki gayee hai (yani Quran) usko padha karo aur namaz ke paband raho beshak namaz behayaee aur buri baato se rokti hai aur Allah ki yaad badi cheez hai aur Allah janta hai jon tum karte ho
Al Quran , Surah Ankaboot (29), Aayat 45


✦ Beshak Namaz apne muqarrar waqto mein momeeno par farz hai
Al Quran : Surah An-Nisa (4) , #103

✦ Hadith: Abdullah bin buraidah Radi-Allahu-Anhu ne apney walid se rivayat kiya ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Hamarey aur unkey (munafiqon ke) darmiyan Ahad Namaz hai to jisne Namaz ko chorh de usney kufr kiya. 
Sunan Ibn Majah, jild 1 , # 1079 -Sahih)
------------------
✦ अल क़ुरान : जो किताब तुम्हारी तरफ वही की गयी है (यानि कुरान) उसको पढ़ा करो और नमाज़ के पाबंद रहो बेशक नमाज़ बेहयाई और बुरी बातो से रोकती है और अल्लाह की याद बड़ी चीज़ है और अल्लाह जानता है जो तुम करते हो
सुरह अन्क़बूत (29), आयात 45

✦ अल क़ुरान : बेशक नमाज़ अपने मुक़र्रर वक्तो में मोमीनो पर फ़र्ज़ है 
सुरह अन निसा (4) आयत 103

✦ हदीस: अब्दुल्लाह बिन बुरैदा रदी-अल्लाहू-अन्हु ने अपने वालिद से रिवायत किया की रसूल-अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फरमाया हमारे और उनके मुनाफिकों के) दरमियान अहद नमाज़ है तो जिसने नमाज़ को छोड़ दिया उसने कुफ्र किया. 
सुनन इब्न माज़ा, जिल्द 1 , 1079 -सही
--------------------

Al Quran : Recite, what has been revealed to you of the Book (means Quran) and establish prayer. Indeed, prayer prohibits immorality and wrongdoing, and the remembrance of Allah is greater. And Allah knows that which you do.
Surah Ankaboot (29), Aayat 45

✦ Al Quran- Verily, As-Salat (the prayer) is enjoined on the believers at fixed hours.
Surah An-Nisa (4) , #103

✦ Hadith: Abdullah bin Buraidah narrated that his father said: The Messenger of Allah Peace be upon him Said between us and them (Hypocrites) is prayer; so whoever leaves it, he has committed Kufr. 
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1079 ( Sahih)
__._,_.___

Surah An-Nisa (4), Verse 140

Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : Aur Allah ne tum par quran mein hukm nazil kiya hai ke jab tum ALLAH ki aayaton ka inkar aur mazaq hote suno to unke saath mat baitho yahan tak ki kisi dusri baat mein mashgool ho, warna tum bhi un jaise ho jaoge aur ALLAH munafiqon aur kafiron ko dozakh mein ek hi jagah ekaththa karne wala hai
Surah An-Nisa (4), Verse 140
---------------------------
अल क़ुरान : और अल्लाह ने तुम पर क़ुरान में हुक्म नज़िल किया है के जब तुम अल्लाह की आयतों का इनकार और मज़ाक़ होते सुनो तो उनके साथ मत बैठो यहाँ तक की किसी दूसरी बात में मशगूल हो, वरना तुम भी उन जैसे हो जाओगे और अल्लाह मुनाफिकों और काफिरों को दोज़ख में एक ही जगह इकठ्ठा करने वाला है
सुरह अन-निसा (4), आयत 140
---------------------------
Al Quran : And it has already been revealed to you in the Book (this Qur'an) that when you hear the Verses of Allah being denied and mocked at, then sit not with them, until they engage in a talk other than that; (but if you stayed with them) certainly in that case you would be like them. Surely, Allah will collect the hypocrites and disbelievers all together in Hell.
Surah An-Nisa (4) , Verse 140
__._,_.___

Munafiq namaz mein khade hote hain to to sust bankar khade hote hain , logon ko dikhate hain

Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran:Munafiq namaz mein khade hote hain to to sust bankar khade hote hain , logon ko dikhate hain
--------------
✦ Al Quran: Munafiq Allah ko fareb dene ki koshish karte hain magar wo (Allah) unko hi fareb deta hai , aur jab wo namaz mein khade hote hain to to sust bankar khade hote hain , logon ko dikhate hain aur Allah ko bahut kam yaad karte hain
Surah An-Nisaa (4) , Verse 142


✦ AL Quran : To aise namaziyo ki kharabi hai jo namaz ki taraf se ghafil rahte hain (yani der se namaz padhte hain
 
), 
jo dikhawa karte hain
Surah Al-Maun (107) Verse 4-6
--------------
✦ अल क़ुरान: मुनाफ़िक़ अल्लाह को फरेब देने की कोशिश करते हैं मगर वो (अल्लाह) उनको ही फरेब देता है , और जब वो नमाज़ में खड़े होते हैं तो सुस्त बनकर खड़े होते हैं , लोगों को दिखाते हैं और अल्लाह को बहुत कम याद करते हैं
सुरह अन-निसा (4) , आयत 142
✦ अल क़ुरान : तो ऐसे नमाज़ियो की खराबी है जो नमाज़ की तरफ से गाफ़िल रहते हैं (यानी देर से नमाज़ पढ़ते हैं), जो दिखावा करते हैं
सुरह अल-माऊन (107) आयत 4-6
------------
✦ Al Quran: Verily, the hypocrites seek to deceive Allah, but it is He Who deceives them. And when they stand up for As-Salat (the prayer), they stand with laziness and to be seen of men, and they do not remember Allah but little.
Al Quran , Surah An-Nisaa (4) , Verse 142
✦ Al Quran : So woe unto those performers of Salat (prayers) , Those who delay their Salat, 
Those who do good deeds only to be seen 
Surah Al-Maun (107) Verse 4-6
__._,_.___

Surah An-Nisa, Verse 157-158

Bismillahirrahmanirrahim
✦ Al Quran : Aur unke (Ahle kitab ke) is kahne par ki humne maseeh Eesa maryam ke bete (Alaihi salam) ko Qatl kiya jo Allah ke Rasool they, halanki unhone unko na Qatl kiya aur na sooli par chadhya balki unko unke jaisee surat malum huyee , aur jo log unke baare mein ikhtilaf karte hain wo unke haal se shak mein padhe huye hain aur unke pass bhi is muamle mein koi yaqeen nahi hai , sirf guman hi ki pairwi hai , unhone yaqeenan maseeh ko qatl nahi kiya balki unko Allah subhanahu ne apni taraf utha liya aur Allah zabardast hikmat wala hai
Surah An-Nisa, Verse 157-158
------------------
✦ अल क़ुरान : और उनके इस कहने पर की हमने मसीह ईसा मरियम के बेटे (अलैही सलाम) को क़त्ल किया जो अल्लाह के रसूल थे, हालाँकि उन्होने उनको ना क़त्ल किया और ना सूली पर चढ़ाया बल्कि उनको उनके जैसी सूरत मालूम हुई , और जो लोग उनके बारे में इख्तिलाफ करते हैं वो उनके हाल से शक में पढ़े हुए हैं और उनके पास भी इस मुआमले में कोई यक़ीन नही है , सिर्फ़ गुमान ही की पैरवी है , 
उन्होने यक़ीनन मसीह को क़त्ल नही किया बल्कि उनको अल्लाह सुबहानहु ने अपनी तरफ उठा लिया और अल्लाह ज़बरदस्त हिकमत वाला है
सुराह अन-निसा, आयत 157-158
--------------------

✦ Al Quran : And because of their saying (in boast), "We killed Messiah Eesa (Jesus), son of Maryam (Mary), the Messenger of Allah," - but they killed him not, nor crucified him, but it appeared so to them [the resemblance of eesa (Jesus) was put over another man (and they killed that man)], and those who differ therein are full of doubts. They have no (certain) knowledge, they follow nothing but conjecture. For surely; they killed him not (eesa , son of Maryam )
But Allah raised him (with his body and soul) unto Himself . And Allah is Ever All-Powerful, All-Wise.
Surah An-Nisa, Verse 157-158

Beshak ziyada ezzat wala tum mein se ALLAH ke nazdeek wo hai jo ziyada parhaizgaar hai

Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : Beshak ziyada ezzat wala tum mein se ALLAH ke nazdeek wo hai jo ziyada parhaizgaar hai
-----------------------
Al Quran : Eh Logon humne tumhe ek hi mard aur aurat se paida kiya hai aur tumhare Qaumein aur Qabeele banaye taki tumhari aapas mein pahchan ho beshak ziyada ezzat wala tum mein se ALLAH ke nazdeek wo hai jo ziyada parhaizgaar hai beshak ALLAH sab kuch jaanne wala aur khabardar hai
Al Quran , Al-Hujrat (49) verse 13
------------------------
Al Quran : O mankind! We have created you from a male and a female, and made you into nations and tribes, that you may know one another. Verily, the most honourable of you with ALLAH is that (believer) who has At-Taqwa Verily, ALLAH is All-Knowing, All-Aware.
Al Quran , Al-Hujrat (49) verse 13
------------------------
ا ے لوگو ہم نے تمہیں ایک ہی مرد اور عورت سے پیدا کیا ہے اور تمہارے قومیں اور قبیلے بناۓ تاکہ تمہیں آپس میں پہچان ہو بے شک زیادہ عزت والا تم میں سے الله کے نزدیک وہ ہے جو تم میں سے زیادہ پرہیزگار ہے بے شک الله سب کچھ جاننے والا خبردار ہے
القرآن ، الحجرات (٤٩) آیت ١٣ 
------------------------
अल क़ुरान : एह लोगों हमने तुम्हे एक ही मर्द और औरत से पैदा किया है और तुम्हारे कौमे और क़बीले बनाए ताकि तुम्हारी आपस में पहचान हो बेशक ज़्यादा इज्ज़त वाला तुम में से अल्लाह के नज़दीक वो है जो ज़्यादा परहेज़गार है, बेशक अल्लाह सब कुछ जानने वाला और खबरदार है
अल क़ुरान , अल-हूजरात (49) आयत 13
__._,_.___

jab Jumaa ke din namaz ke liye Azan di jaye to Allah ke zikr ki taraf teji se aa jao

Bismillahirrahmanirrahim
✦ Al Quran: jab Jumaa ke din namaz ke liye Azan di jaye to Allah ke zikr ki taraf teji se aa jao

---------------------
✦ Al Quran: Eh Imaan walon jab Jumaa ke din namaz ke liye Azan di jaye to Allah ke Zikr ki taraf teji se aa jao aur kharid wa Farokht (karobar) chorh do tumhare liye yahi baat behtar hai agar tum ilm rakhte ho.



✦ Phir jab namaz ada ho jaye to zameen mein muntashir ho jao (yani chalo phiro) aur ALLAH ka fazal (yani Rizq) talaash karo aur ALLAH ko bahut yaad karo taki tum falaah pao.



Al Quran, Surah Jumaa (62), Aayah: 9-10



---------------------


✦ अल क़ुरान: एह ईमान वालों जब ज़ूमा के दिन नमाज़ के लिए अज़ान दी जाए तो अल्लाह के ज़िक्र की तरह तेज़ी से आ जाओ और खरीद और फ़रोख़्त (कारोबार) छोड़ दो तुम्हारे लिए यही बात बेहतर है अगर तुम इल्म रखते हो.




✦ फिर जब नमाज़ अदा हो जाए तो ज़मीन में मुन्ताशिर हो जाओ (यानी चलो फ़िरो) और अल्लाह का फ़ज़ल (यानी रिज़क़) तलाश करो और अल्लाह को बहुत याद करो ताकि तुम फ़लाह पाओ.



अल क़ुरान, सुरह ज़ूमा (62), आयत : 9-10




--

--------------------


✦ O you who believe! When the call is proclaimed for the Salat on Friday, come to the remembrance of ALLAH and leave off business.That is better for you if you did but know!


✦ Then when the Salat (prayer) is ended, you may disperse through the land, and seek the Bounty of ALLAH, and remember ALLAH much: that you may be successful.


Al Quran, Surah Jumaa (62), Aayah: 9-10
__._,_.___