Friday 30 November 2018

Namaz ke baad padhne ki dua




Bismillahirrahmanirrahim 
-----------
✦ Namaz ke baad padhne ki dua 
-----------
✦ Soban Radi allahu anhu se rivayat hai ki
Rasool-Allah ﷺ jab apni namaz se farig hote to 3 baar astagfar padhte (Astagfirullah, Astagfirullah,Astagfirullah )aur uske baad ye dua padhte 
اللَّهُمَّ أَنْتَ السَّلاَمُ وَمِنْكَ السَّلاَمُ تَبَارَكْتَ يَا ذَا الْجَلاَلِ وَالإِكْرَامِ‏
✦ Allahumma Antas-Salam wa minkas-salam. Tabarakta Ya Dhal-jalali wal-ikram.
Ya Allah tu hi As-Salam hai aur salamati teri hi taraf se hai, tu barkat wala hai, Eh jalal wale aur ezzat bakhshne wale.
Sahih Muslim, Jild 2, 1334
-----------


from Quran Aur Hadees https://ift.tt/2Q2gnit

No comments:

Post a Comment