Sunday 30 December 2018

Subah ko padhne ka azkar

Bismillahirrahmanirrahim 
-----------
✦ Abdul Rahman Radi Allahu anhu apne walid se rivayat karte hain ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam humko sikhaya karte they ki jab subah ho to ye kaha karo 
أَصْبَحْنَا عَلَى فِطْرَةِ الْإِسْلَامِ وَعَلَى كَلِمَةِ الْإِخْلَاصِ وَعَلَى دِينِ نَبِيِّنَا مُحَمَّدٍ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ وَعَلَى مِلَّةِ أَبِينَا إِبْرَاهِيمَ حَنِيفًا مُسْلِمًا وَمَا كَانَ مِنْ الْمُشْرِكِينَ
---------
✦ Asbahna Ala Fitratil Islam , Wa Ala kalimatil ikhlas Wa Ala deeni Nabeeyeena MUhammadin Sal-Allahu Alaihi Wasallam Wa Ala Millati abeena Ibrahima Haneefan Musliman, Wama kana minal mushrikeen
---------
✦ Humne Fitrat e islam par aur Kalma e Ikhlas par, aur apne Nabee Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke deen par aur apne walid Ibrahim Alaihi Salam jo musalman they aur mushriko mein se na they ki millat par Subah ki.
---------
At Tabrani - 293-Sahih
Masnad Ahmed 14938-Sahih
As-SilSila As-Sahiha , 2905
=========


from Quran Hadees http://bit.ly/2Vjt5s9

No comments:

Post a Comment