Wednesday 5 October 2016

Hijrat ka silsila tab tak khatam nahi hoga jab tak ki tauba ka darwaza band na ho jaye

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Hijrat ka silsila tab tak khatam nahi hoga jab tak ki tauba ka darwaza band na ho jaye
----------------------------------
Al Quran : Aur jo koi Allah ki raah mein watan chorhe uske badle wo zameen mein bahut sari jagah aur kushayeesh payega , aur jo Allah aur Rasool ki taraf hijrat karke ghar se nikal jaye phir usko maut aa jaye to uska sawab Allah ke pass ho chuka hai aur Allah bakhshne wala meharban hai
Surah An Nisa (4) , 100


Hadith: Muawiya Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya hijrat ka silsila tab tak khatam nahi hoga jab tak ki tauba ka darwaza band na ho jaye aur tauba ka darwaza tab tak band nahi hoga jab tak ki suraj magrib se na nikle
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 707-Sahih
-----------------------------
अल क़ुरान : और जो कोई अल्लाह की राह में वतन छोड़े तो उसके बदले वो ज़मीन में बहुत सारी जगह और कुशाइश (आसानी) पाएगा , और जो अल्लाह और रसूल की तरफ हिजरत करके घर से निकल जाए फिर उसको मौत आ जाए तो उसका सवाब अल्लाह के पास हो चुका है और अल्लाह बख्शने वाला मेहरबान है
सुरह अन निसा (4) , आयत 100


हदीस : मुआवीया रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वासल्लम ने फरमाया हिजरत का सिलसिला तब तक ख़तम नही होगा जब तक की तौबा का दरवाज़ा बंद ना हो जाए और तौबा का दरवाज़ा तब तक बंद नही होगा जब तक की सूरज मगरिब से ना निकले
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 2, 707-सही
-------------------
Al Quran : He who emigrates (from his home) in the Cause of Allah, will find on earth many dwelling places and plenty to live by. And whosoever leaves his home as an emigrant unto Allah and His Messenger, and death overtakes him, his reward is then surely incumbent upon Allah. And Allah is Ever Oft-Forgiving, Most Merciful.
Surah An Nisa (4) , 100


Hadith: Narrated Muawiya Radi allahu anhu I heard the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam say: Migration will not end until repentance ends, and repentance will not end until the sun rises in the west.
Sunan Abu Dawud, Book 14, 2473-Sahih
__._,_.___

No comments:

Post a Comment