Friday, 23 November 2018

Ek Momeen ke dusre momeen par 6 huquq hain


*Bismillahirrahmanirrahim*

*Mafhum e Hadith: Ek Momeen ke dusre momeen par 6 huquq hain*
------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Momeen ke Momeen par 6 huquq hai
1. jab beemar ho to uski ayadat Karen
2. Jab maut ho jaye to uske janaze mein shareek ho
3. Jab dawat Karen to Qubul Karen
4. Jab mile to salam Karen 
5. Jab usko cheenk aaye to uski cheenk Ka Jawab de 
6. Uski mojudgi aur gair mojudgi mein uska bhala chahe
Jamia Tirmizi, Jild 2,632-Hasan
---------


from Quran Aur Hadees https://ift.tt/2KrczBp

مومن سے دوسرے مومن کو چھ چھ چیزیں ہیں:

بسم اللہ الرحمن الرحیم

---------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: مومن کے مومن پر چھ حقوق ہیں
جب بیمار ہو تو اس کی عیادت  کرے 
جب  موت ہو جائے  تو اس کے جنازے میں شریک ہو 
جب دعوت کرے تو قبول کرے
 جب ملے تو اس سے سلام کرے 
جب اسے چھینک آئے تو اس کی چھینک کا جواب دے
 اس کی موجودگی اور غیر موجودگی میں  اس کا خیرخواہ ہو
جامع ترمذی جلد ۲ حدیث ٦٣٢- حسن
------


from Quran Aur Hadees https://ift.tt/2BsPtY3

आस्तिक से दूसरे आस्तिक के कारण छह चीजें हैं:



बिस्मिल्लाहिर रहमानिरहिम
------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मोमीन के मोमीन पर 6 हुक़ूक़ है
1. जब बीमार हो तो उसकी अयादत करें
2. जब मौत हो जाए तो उसके जनाज़े में शरीक हो
3. जब दावत करें तो क़ुबूल करें
4. जब मिले तो सलाम करें 
5. जब उसे छींक आए तो उसकी छींक का जवाब दे 
6. उसकी मौजूदगी और गैर मौजूदगी में उसका भला चाहे 
जामिया तिरिमिज़ी, जिल्द 2 , 632-हसन


from Quran Aur Hadees https://ift.tt/2KqGxpb

There are six things due from the believer to another believer:

*Bismillahirrahmanirrahim*
----------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Said said: There are six things due from the believer to another believer: 
1.Visiting him when he is ill,
2. Attending (his funeral) to him when he dies, 
3.Accepting his invitation when he invites, 
4.Giving him Salam when he meets him, 
5.Replying to him when he sneezes, and 
6.Wishing him well when he is absent and when he is present. 
Jamia Tirmizi, Book 41, 2737-Hasan



from Quran Aur Hadees https://ift.tt/2BsPs6r

Aadmi ko har kharch mein sawab milta hai siwaye mitti mein kharch karne ke

Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith : Aadmi ko har kharch mein sawab milta hai siwaye mitti mein kharch karne ke
----------------
✦ Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Aadmi ko har kharch mein sawab milta hai siwaye mitti mein kharch karne ke ya farmaya ki imarat mein kharch karne ka sawab nahi milta
Suna Ibn majah, Jild 3, 1044-Hasan
----------------


from Quran Aur Hadees https://ift.tt/2KuICAa