Friday, 23 November 2018

Ek Momeen ke dusre momeen par 6 huquq hain


*Bismillahirrahmanirrahim*

*Mafhum e Hadith: Ek Momeen ke dusre momeen par 6 huquq hain*
------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Momeen ke Momeen par 6 huquq hai
1. jab beemar ho to uski ayadat Karen
2. Jab maut ho jaye to uske janaze mein shareek ho
3. Jab dawat Karen to Qubul Karen
4. Jab mile to salam Karen 
5. Jab usko cheenk aaye to uski cheenk Ka Jawab de 
6. Uski mojudgi aur gair mojudgi mein uska bhala chahe
Jamia Tirmizi, Jild 2,632-Hasan
---------


from Quran Aur Hadees https://ift.tt/2KrczBp

No comments:

Post a Comment