Friday, 4 March 2016

jis musalman ki wafat Juma ke din ya Juma ki raat ko hoti hai usko Allah subhanhu Qabr ke fitne se mehfooz rakhta hai

Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hadith: jis musalman ki wafat Juma ke din ya Juma ki raat ko hoti hai usko Allah subhanhu Qabr ke fitne se mehfooz rakhta hai
--------
✦ Abdullah bin amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jis musalman ki wafat Juma ke din ya Juma ki raat ko hoti hai usko Allah subhanhu Qabr ke fitne se mehfooz rakhta hai
Jamia Tirmizi, Vol 1, 1063-Hasan
--------
✦ अब्दुल्लाह बिन अम्र रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिस मुसलमान की वफात ज़ूमा के दिन या ज़ूमा की रात को होती है उसको अल्लाह सुबहानहु क़ब्र के फितने से महफूज़ रखता है
जामिया तिर्मीज़ी, जिल्द 1, 1063-हसन
--------
✦ Abdullah bin Amr narrated Radi Allahu Anhu that:
The Prophet Sallallahu alaihi wasallam said: Any Muslim dies on the day of Friday or the night of Friday, Allah protects him from the trials of the grave.
Jamia Tirimizi, Book 5, 1074-Hasan

Thursday, 3 March 2016

Hazrat Ali Radi allahu anhu ki shaan

Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hazrat Ali Radi allahu anhu ki shaan-
------
✦ Abu Sarihah ya Zaid bin Arqam radi allahu anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jiska main mola ( yani khas dost) hu uske Ali bhi mola (khas dost) hai
Jamia Tirmidi,Jild 2, 1645 -Sahih

✦ Sad bin Waqqas radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne Ali radi allahu anhu ke liye farmaya jiska main mola ( yani dost) hu uske Ali (radi allahu anhu) bhi mola (yani dost) hain aur tum mere nazdeek aise ho jise Harun alaihi salam musa alaihi salam ke nazdeek, magar mere baad koi Nabi nahi hai aur aapne (khaibar wale din) ye farmaya ki main aaj jhanda uske haath mein dunga jo Allah aur uske Rasool se muhabbat rakhta hai ( aur wo jhanda Ali radi allahu ko diya gaya )
Sunan Ibn Majah, Jild 1, Hadith 121-Sahih

✦ Saad bin Waqas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se farmaya ki tum mere pass aise ho jaise hazrat harun alaihi salam musa alaihi salam ke paas they magar mere baad koi nabi nahi hai
Sahih Muslim, Jild 6, 6217
------
✦ अबू सरीहा या ज़ैद बिन आरक़म रदी अल्लाहू अन्हुमा से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिस का मैं मोला ( यानी खास दोस्त) हूँ उसके अली भी मोला (खास दोस्त) है
जामिया तिरमिज़ी ,जिल्द 2, 1645 -सही

✦ साद बिन वकास रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने अली रदी अल्लाहू अन्हु के लिए फरमाया जिसका मैं मोला ( यानी दोस्त) हू उसके अली (रदी अल्लाहू अन्हु) भी मोला (यानी दोस्त) हैं और (उन्होंने अली रदी अल्लाहु अन्हु से फ़रमाया) तुम मेरे नज़दीक ऐसे हो जिसे हारून अलैही सलाम मूसा अलैही सलाम के नज़दीक, मगर मेरे बाद कोई नबी नही है और आपने (ख़ैबर वाले दिन) ये फरमाया की मैं आज झंडा उसके हाथ में दूँगा जो अल्लाह और उसके रसूल से मुहब्बत रखता है ( और वो झंडा अली रदी अल्लाहू को दिया गया )
सुनन इब्न माजा, जिल्द 1, हदीस 121-सही
--------------------------------------------------------
✦ Narrated Abu Sarihah, or Zaid bin Arqam - Shubah had doubt ( about narrator)
from the Prophet (Sal-Allahu alaihi wasallam: "For whomever I am his Mawla then 'Ali is his Mawla."
Jamia Tirmidi, Book 46, 3713-Sahih

✦ It was narrated that Sad bin Waqqas said the Messenger of Allah Sal-Allahu alaihi wasallam sais : "If I am a person's close friend, Ali radi allahu anhu is also his close friend.And I heard him saying ( to Ali radi allahu anhu) : You are to me like Harun was to Musa, except that there will be no Prophet after me." And I heard him say: I will give the banner today to a man who loves Allah and His Messenger. ( And banner was given to Ali radi allahu anhu)
Sunan Ibn Majah, Book 1, 121-Sahih

✦ Amir b Sa'd b. Abi Waqqas reported that Allah's Messenger Sal-Allahu alaihi wasallam addressing 'Ali radi allahu anhu said: You are in the same position with relation to me as Aaron (Harun) was in relation to Moses but with (this explicit difference) that there is no prophet after me.
Sahih Muslim, Book 31, 5913

Thursday, 18 February 2016

Momeeno ko chahiye ki ALLAH hi par bharosa rakhe


Bismillahirrahmanirrahim
✦ Al Quran: Momeeno ko chahiye ki ALLAH hi par bharosa rakhe 
-----------

✦ Al Quran: Aur ALLAH tumhara Madadgaar hai to tum par koi Ghalib Nahi Aa Sakta aur agar wo tumhe chhodh de to phir kaun hai ki tumhari Madad kare ? Aur Momeeno ko chahiye ki ALLAH hi par bharosa rakhe 
Surah Aal-e-Imaran (3), Aayat 160
✦ Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Nabi Kareem Sallallahu alaihi wasallam ne farmya chhut lag jana, badshaguni ya ullu (ka bolna) ya safar (ke mahine ki) ki Nahusat hona ye koi 
 
chez nahi hai (Bekar khayal hai)
Sahih Bukhari, Vol 7, 5757
✦ Ibn Abbas Radiallahu anhuma se rivayat hai ki Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya meri ummat ke 70,000 log bina hisab ke jannat mein jayenge ye wo log honge jo Jhaad-foonk nahi karate hain aur na Shagun lete hain aur apne Rab hi par bharosa rakhte hain
Sahih Bukhari, Vol 7, 6472
-------------------------------------
✦ अल क़ुरान: और अल्लाह तुम्हारा मददगार है तो तुम पर कोई ग़ालिब नही आ सकता और अगर वो तुम्हे छोड़ दे तो फिर कौन है की तुम्हारी मदद करे ? और मोमीनो को चाहिए की अल्लाह ही पर भरोसा रखे -
सुरह आल-ए-इमरान (3) , आयत 160

✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की नबी करीम सलअल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया छुत लग जाना, बदशगुनी या उल्लू का बोलना या सफ़र (के महीने ) की नहूसत होना ये कोई चीज़ नही है (बेकार ख़याल है)-
सही बुखारी, जिल्द 7, 5757

✦ इब्न अब्बास रदी अल्लाहू अन्हुमा से रिवायत है की नबी करीम सलअल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया मेरी उम्मत के 70,000 लोग बिना हिसाब के जन्नत में जाएँगे ये वो लोग होंगे जो झाड़-फूँक नही करते हैं और ना शगुन लेते हैं और अपने रब ही पर भरोसा रखते हैं
सही बुखारी, जिल्द 7, 6472
-------------------------------------

✦ Al Quran : If ALLAH helps you, none can overcome you; and if He forsakes you, who is there after Him that can help you? And in ALLAH (Alone) let believers put their trust. -
SUrah Aal-e-Imran (3), Verse 160

✦ Narrated Abu Huraira Radi allahu anhu : The Prophet Sallallahu alaihi wasallam said, "There is no 'Adha, nor Tiyara, nor Hama, nor Safar.
Sahih al-Bukhari, Book 71, 653

✦ Narrated Ibn Abbas Radhi Allahu Anhu: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Seventy thousand people of my followers will enter Paradise without accounts, and they are those who do not practice (Evil) Ruqya and do not see an evil omen in things, and put their trust in their Lord. -
Sahih Bukhari, Book 76, 479
__._,_.___

SuraAl-Maaih da (5), Verse 17

Bismillahirrahmanirrahim
✦ Al Quran : Beshak wo log kafir ho gaye jinhone ye kaha ki Allah to wahi Maseeh , maryam ka beta (eesa alaihi salam) hai , Kah do ki phir Allah subhanahu ke samne kiska bas chal sakta hai , agar wo chahe to Maseeh maryam ke bete aur unki maa aur jitne log zameen mein hain sabko halak kar de. Aur aasmano aur zameen aur in dono ke darmyan ki saltanat Allah hi ke waste hai jo chahe paida karta hai aur Allah har cheez par qadir hai
SuraAl-Maaida (5), Verse 17
------------------------------------

بے شک وہ کافر ہوئے جنہوں نے کہا الله تو وہی مسیح مریم کا بیٹا ہے کہہ دو پھر الله کے سامنے کس کا بس چل سکتا ہے اگر وہ چاہے تو مسیح مریم کے بیٹے اور اس کی ماں اور جتنے لوگ زمین میں ہیں سب کو ہلاک کر دے اور آسمانوں اور زمین اور ان دونوں کے درمیان کی سلطنت الله ہی کے واسطے ہے جو چاہے پیدا کرتا ہے اور الله ہر چیز پر قادر ہے
سورة المائدة آیت١٧
---------------------------------------
✦ अल क़ुरान : बेशक वो लोग काफ़िर हो गये जिन्होने ये कहा की अल्लाह तो वही मसीह , मरयम का बेटा (ईसा अलैही सलाम) है , कह दो की फिर अल्लाह सुबहानहु के सामने किसका बस चल सकता है , अगर वो चाहे तो मसीह मरयम के बेटे और उनकी माँ और जीतने लोग ज़मीन में हैं सबको हलाक कर दे, और आसमानो और ज़मीन और इन दोनों के दरमियान की सलतनत अल्लाह ही के वास्ते है जो चाहे पैदा करता है और अल्लाह हर चीज़ पर कादिर है
सुरह अल-मायदा (5), आयत 17

---------------------------------------
✦ Al Quran : Surely, in disbelief are they who say that Allah is the Messiah, son of Maryam (Mary) . Say "Who then has the least power against Allah, if He were to destroy the Messiah, son of Maryam (Mary), his mother, and all those who are on the earth together?" And to Allah belongs the dominion of the heavens and the earth, and all that is between them. He creates what He wills. And Allah is Able to do all things.
Surah Al-Maaida (5), Verse 17

Surah Al-Maeda (5) Aayat 32

Bismillahirrahmanirrahim
✦ Al Quran : Jisne kisi insaan ko khoon ke badle ya zameen mein fasaad failane ke siwa kisi aur wajah se Qatl kiya to usne tamam insaano ko Qatl kar diya aur jisne kisi ko zindagi bakshi usney jaise tamam insaano ko zindagi bakshi aur hamare Rasool unke paas khule hukm la chuke hain phir bhi unmein se kuch log zameen mein zyadatiyan karne wale hain

Surah Al-Maeda (5) Aayat 32
---------------
✦ अल क़ुरान : जिसने किसी इंसान को खून के बदले या ज़मीन में फ़साद फ़ैलाने के सिवा किसी और वजह से क़त्ल किया तो उसने तमाम इंसानो को क़त्ल कर दिया और जिसने किसी को ज़िंदगी बख्शी उसने जैसे तमाम इंसानो को ज़िंदगी बख्शी और हमारे रसूल उनके पास खुले हुक्म ला चुके हैं फिर भी उनमें से कुछ लोग ज़मीन में ज़्यादतीयाँ करने वाले हैं
सुरह अल-मायदा (5) आयत 32
---------------
✦ Al Quran: If anyone killed a person not in retaliation of murder, or (and) to spread mischief in the land - it would be as if he killed all mankind, and if anyone saved a life, it would be as if he saved the life of all mankind. And indeed, there came to them Our Messengers with clear proofs, evidence, and signs, even then after that many of them continued to exceed the limits in the land!
Surah Al-Maeda (5) Verse 32


__._,_.___