Thursday 18 February 2016

Surah Al-Maeda (5) Aayat 32

Bismillahirrahmanirrahim
✦ Al Quran : Jisne kisi insaan ko khoon ke badle ya zameen mein fasaad failane ke siwa kisi aur wajah se Qatl kiya to usne tamam insaano ko Qatl kar diya aur jisne kisi ko zindagi bakshi usney jaise tamam insaano ko zindagi bakshi aur hamare Rasool unke paas khule hukm la chuke hain phir bhi unmein se kuch log zameen mein zyadatiyan karne wale hain

Surah Al-Maeda (5) Aayat 32
---------------
✦ अल क़ुरान : जिसने किसी इंसान को खून के बदले या ज़मीन में फ़साद फ़ैलाने के सिवा किसी और वजह से क़त्ल किया तो उसने तमाम इंसानो को क़त्ल कर दिया और जिसने किसी को ज़िंदगी बख्शी उसने जैसे तमाम इंसानो को ज़िंदगी बख्शी और हमारे रसूल उनके पास खुले हुक्म ला चुके हैं फिर भी उनमें से कुछ लोग ज़मीन में ज़्यादतीयाँ करने वाले हैं
सुरह अल-मायदा (5) आयत 32
---------------
✦ Al Quran: If anyone killed a person not in retaliation of murder, or (and) to spread mischief in the land - it would be as if he killed all mankind, and if anyone saved a life, it would be as if he saved the life of all mankind. And indeed, there came to them Our Messengers with clear proofs, evidence, and signs, even then after that many of them continued to exceed the limits in the land!
Surah Al-Maeda (5) Verse 32


__._,_.___

No comments:

Post a Comment