Bismillahirrahmanirrahim
✦ Al Quran: jab Jumaa ke din namaz ke liye Azan di jaye to Allah ke zikr ki taraf teji se aa jao
---------------------
✦ Al Quran: Eh Imaan walon jab Jumaa ke din namaz ke liye Azan di jaye to Allah ke Zikr ki taraf teji se aa jao aur kharid wa Farokht (karobar) chorh do tumhare liye yahi baat behtar hai agar tum ilm rakhte ho.
✦ Phir jab namaz ada ho jaye to zameen mein muntashir ho jao (yani chalo phiro) aur ALLAH ka fazal (yani Rizq) talaash karo aur ALLAH ko bahut yaad karo taki tum falaah pao.
Al Quran, Surah Jumaa (62), Aayah: 9-10
---------------------
✦ अल क़ुरान: एह ईमान वालों जब ज़ूमा के दिन नमाज़ के लिए अज़ान दी जाए तो अल्लाह के ज़िक्र की तरह तेज़ी से आ जाओ और खरीद और फ़रोख़्त (कारोबार) छोड़ दो तुम्हारे लिए यही बात बेहतर है अगर तुम इल्म रखते हो.
✦ फिर जब नमाज़ अदा हो जाए तो ज़मीन में मुन्ताशिर हो जाओ (यानी चलो फ़िरो) और अल्लाह का फ़ज़ल (यानी रिज़क़) तलाश करो और अल्लाह को बहुत याद करो ताकि तुम फ़लाह पाओ.
अल क़ुरान, सुरह ज़ूमा (62), आयत : 9-10
--
--------------------
✦ O you who believe! When the call is proclaimed for the Salat on Friday, come to the remembrance of ALLAH and leave off business.That is better for you if you did but know!
✦ Then when the Salat (prayer) is ended, you may disperse through the land, and seek the Bounty of ALLAH, and remember ALLAH much: that you may be successful.
Al Quran, Surah Jumaa (62), Aayah: 9-10
__._,_.___
No comments:
Post a Comment