Tuesday, 4 October 2016

Munafiq namaz mein khade hote hain to to sust bankar khade hote hain , logon ko dikhate hain

Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran:Munafiq namaz mein khade hote hain to to sust bankar khade hote hain , logon ko dikhate hain
--------------
✦ Al Quran: Munafiq Allah ko fareb dene ki koshish karte hain magar wo (Allah) unko hi fareb deta hai , aur jab wo namaz mein khade hote hain to to sust bankar khade hote hain , logon ko dikhate hain aur Allah ko bahut kam yaad karte hain
Surah An-Nisaa (4) , Verse 142


✦ AL Quran : To aise namaziyo ki kharabi hai jo namaz ki taraf se ghafil rahte hain (yani der se namaz padhte hain
 
), 
jo dikhawa karte hain
Surah Al-Maun (107) Verse 4-6
--------------
✦ अल क़ुरान: मुनाफ़िक़ अल्लाह को फरेब देने की कोशिश करते हैं मगर वो (अल्लाह) उनको ही फरेब देता है , और जब वो नमाज़ में खड़े होते हैं तो सुस्त बनकर खड़े होते हैं , लोगों को दिखाते हैं और अल्लाह को बहुत कम याद करते हैं
सुरह अन-निसा (4) , आयत 142
✦ अल क़ुरान : तो ऐसे नमाज़ियो की खराबी है जो नमाज़ की तरफ से गाफ़िल रहते हैं (यानी देर से नमाज़ पढ़ते हैं), जो दिखावा करते हैं
सुरह अल-माऊन (107) आयत 4-6
------------
✦ Al Quran: Verily, the hypocrites seek to deceive Allah, but it is He Who deceives them. And when they stand up for As-Salat (the prayer), they stand with laziness and to be seen of men, and they do not remember Allah but little.
Al Quran , Surah An-Nisaa (4) , Verse 142
✦ Al Quran : So woe unto those performers of Salat (prayers) , Those who delay their Salat, 
Those who do good deeds only to be seen 
Surah Al-Maun (107) Verse 4-6
__._,_.___

No comments:

Post a Comment