Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hadith : Allah subhanahu ke waha Shaheed ke liye 6 inamaat hain
-------------------------------
✦ Al-Miqdam bin Ma'diykarib Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu ke waha Shaheed ke liye 6 inamaat hain
1. Khoon ka pahla qatra girte hi uski bakhshish ho jati hai
2. Jannat mein apna thikana dekh leta hai
3. Azab e Qabr se mehfooz rahta haia aur Qayamat ki wahshat aur khufnak manzar se aman mein aa jata hai
4. Uske sir par ezzat wala yaqut ka taaj rakha jata hai jo duniya aur jo kuch usmein hai us se behtar hai
5. Aur uski shadi jannat ki 72 Hur Al Ain (badi aankho wali hooron) se ki jati hai
6. Aur uske 70 rishtedaro ke haq mein uski shafaat qubul ki jati hai
jamia Tirmizi, Jild 1, 1713-Hasan
--------------------
✦ अल-मिकदाम बिन मादीकरीब रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अल्लाह सुबहानहु के वहां शहीद के लिए 6 ईनामात हैं
1. खून का पहला क़तरा गिरते ही उसकी बखशीश हो जाती है
2. जन्नत में अपना ठिकाना देख लेता है
3. अज़ाब ए क़ब्र से महफूज़ रहता है और क़यामत की वहशत और खौफ़नाक मंज़र से अमन में आ जाता है
4. उसके सिर पर इज्ज़त वाला याक़ुत का ताज रखा जाता है जो दुनिया और जो कुछ उसमें है उस से बेहतर है
5. और उसकी शादी जन्नत की 72 हूर अल ऐन (बड़ी आँखों वाली हूरों) से कर दी जाती है
6. और उसके 70 रिश्तेदारो के हक़ में उसकी शफाअत क़ुबूल की जाती है
जामिया तिरमिज़ी, जिल्द 1, 1713-हसन
-----------------------
✦ Narrated Al-Miqdam bin Ma'diykarib Radi Allahu Anhu That the Messenger of Allah (ﷺ) said
There are six rewards with Allah for the martyr.
1. He is forgiven with the first flow of blood (he suffers),
2. He is shown his place in Paradise,
3. He is protected from punishment in the grave, secured from the greatest terror ( on Qayamah)
4. The crown of dignity with Yaqut is placed upon his head - and its gems are better than the world and what is in it -
5. He is married to seventy two wives from Al-Huril-'Ayn of Paradise,
6. And he may intercede for seventy of his close relatives."
jamia Tirmizi, Book 20, 1663-Hasan
__._,_.___
No comments:
Post a Comment