Bismilahirrahmanirrahim
✦ Hadith : jo shakhs apna maal bachane ke liye maara jaye to wo shaheed hai
-----------------
✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek shakhs Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ke pass aaya aur arz kiya Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam aap kya farmate hain agar koi shakhs aaye mera maal nahaq lene ko ? Aapne farmaya usko apna maal mat de , usne phir kaha ki agar wo mujhse ladey , Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya tu bhi us se lad , phir usne kaha agar wo mujhko maar dale ,Aapne farmaya to tum Shaheed ho, phir usne kaha ki agar main usko maar daalu to Aapne farmaya wo Jahannam mein jayega
Sahih Muslim, Jild 1, 360
✦ Abdullah bin umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs apna maal bachane ke liye maara jaye to wo shaheed hai
Sahih Muslim, Jild 1, 361
-----------------
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की एक शख्स रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम के पास आया और अर्ज़ किया या रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम आप क्या फरमाते हैं अगर कोई शख्स आए मेरा माल नाहक़ लेने को ? आपने फरमाया उसको अपना माल मत दे , उसने फिर कहा की अगर वो मुझसे लड़े , आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया तू भी उस से लड़ , फिर उसने कहा अगर वो मुझको मार डाले , आपने फरमाया तो तुम शहीद हो, फिर उसने कहा की अगर मैं उसको मार डालूं तो आपने फरमाया वो जहन्नम में जाएगा
सही मुस्लिम, जिल्द 1, 360
✦ अब्दुल्लाह बिन उमर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स अपना माल बचाने के लिए मारा जाए तो वो शहीद है
सही मुस्लिम, जिल्द 1, 361
-------------------
✦ Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported:
A person came to the Messenger of Allah (ﷺ) and said: Messenger of Allah, what do you think if a man comes to me in order to appropriate my possession? He (the Holy Prophet) said: Don't surrender your possession to him. He (the inquirer) said: If he fights me? He (the Holy Prophet) remarked: Then fight (with him). He (the inquirer) again said: What do you think if I am killed? He (the Holy Prophet) observed: You would be a martyr. He (the inquirer) said: What do you think of him (Messenger of Allah) If I kill him. He (the Holy Prophet) said: he would be in the Fire.
Sahih Muslim, Book 1, Hadith 259
✦ Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu said: the Messenger of Allah (ﷺ) Said He who died in protecting his property is a martyr.
Sahih Muslim, Book 1, Hadith 260
__._,_.___
No comments:
Post a Comment