Thursday, 19 February 2015

Beshak Deen to ALLAH ke nazdeek islam hi hai Surah Aal-e-Imran (3) Verse 19

allah se daro



Bismillahirrahmanirrahim

Al Quran- Beshak Deen to ALLAH ke nazdeek islam hi hai
Surah Aal-e-Imran (3) Verse 19



Al Quran : Aur Ibrahim (alaihi Salam) ne apney beto ko isi baat ki waseeyat ki aur Yaqub (alaihi Salam) ne bhi ( yahi kaha) ki beta ALLAH ne tumhare liye yahi deen pasand farmaya hai , isliye mrna hai to Musalman hi mrna.
Al Quran , Surah Al-Baqara (2), Verse 132

Al Quran : Eh imaan walo ALLAH se darte raho jaisa us se darne ka haq hai aur mrna to Musalman hi mrna.
Surah Aal-e-imran (3) , 102

Al Quran : Jo koi islam ke siwa koi aur deen chahe to wo us se hargiz Qubul nahi kiya jayega aur wo aakhirat mein nuqsan uthane walo mein se hoga
Surah Aal-e-imran (3) , 85

فَاطِرَ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ أَنتَ وَلِيِّي فِي الدُّنْيَا وَالْآخِرَةِ
تَوَفَّنِي مُسْلِمًا وَأَلْحِقْنِي بِالصَّالِحِينَ
Al Quran : Eh Aasmano aur Zameen ke banane wale Duniya aur Aakhirat mein tu hi mera Kaarsaaz hai tu mujhe Islam par Maut de aur mujhe Neik logon mein shamil kar.
Surah Yusuf (12), verse 101


-------------------------------------------------------------------

Al Quran- Truly, the religion with Allah is Islam
Surah Aal-e-Imran (3) Verse 19

AL Quran : And this (submission to ALLAH, Islam) was enjoined by Ibrahim (Abraham alihi salam) upon his sons and by Ya'qub (Jacob Alaihi salam) (saying), "O my sons! ALLAH has chosen for you the (true) religion, so do not die except while you are Muslims.
Surah Al-baqara (2), Verse 132

Al Quran : O you who have believed, fear Allah as He should be feared and do not die except as Muslims [in submission to Him].
Surah Aal-e-imran (3) , 102

Al Quran : And whoever seeks a religion other than Islam, it will never be accepted of him, and in the Hereafter he will be one of the losers 
Surah Aal-e-imran (3) , 85

Al Quran : O Creator of the heavens and the earth! You are my Protector in this world and in the Hereafter. Cause me to die as a Muslim , and join me with the righteous.
Surah Yusuf (12), verse 101

No comments:

Post a Comment