Al Quran : Jannat wale gunahgaron se puchenge...Kis Cheez ne tumhe Dojakh mein daala ..Wo jawab denge ki Hum namaz nahi padhtey they
Bismillahirrahmanirrahim
✦ Jannat wale gunahgaron se puchenge...
Al Quran: Kis Cheez ne tumhe Dojakh mein daala ?
Wo jawab denge ki Hum namaz nahi padhtey they
Aur Na Miskeeno ko khana khilate they
Aur bakwaas karne walon ke saath bakwas kiya karte they
Aur insaaf ke din ( Qayamat) ko jhootlaya karte they,yahan tak ki humein maut aa pahunchi
Al Quran , Al-Muddathir(74) Aayat 42-47
✦ Dua:Eh Mere RAB mujhe aur meri aulad ko Namaz Qayam karne wala bana de, Eh hamare RAB aur meri Dua Qubul farma.
AL Quran, Surah Ibrahim (14), 40
------------
✦ जन्नत वाले गुनाहगारों से पूछेंगे ..................
अल-क़ुरान : किस चीज़ ने तुम्हे दोजख में डाला , वो जवाब देंगे की हम नमाज़ नहीं पढ़ते थे, और ना मिस्कीनों को खाना खिलाते थे , और बकवास करने वालों के साथ बकवास किया करते थे और इंसाफ के दिन (यानि क़यामत) को झुठलाया करते थे यहाँ तक की हमें मौत आ पहुंची
सूरह अल-मुद्दस्सिर ( 74) आयत 42-47
✦ दुआ: एह मेरे रब मुझे और मेरी औलाद को नमाज़ क़ायम करने वाला बना दे , एह हमारे रब और मेरी दुआ क़ुबूल फरमा
अल-क़ुरान , सूरह इब्राहिम (14) आयत 40
-------------
✦ The people of Paradise will ask to the sinners..
Al Quran: What has caused you to enter Hell?" They will say: We were not of those who used to offer the Salat (prayers), Nor we used to feed Al-Miskin (the poor) and we used to talk falsehood (all that which ALLAH hated) with vain talkers. And we used to be lie the Day of Recompense, Until there came to us (the death) that is certain."
Surah Al-Muddaththir (74) Verse #42-47
✦ Dua: O my Lord! Make me one who performs As-Salaat (Iqaamat-as-Salaat), and (also) from my offspring, our Lord! And accept my invocation.
AL Quran, Surah Ibrahim (14), Aayah: 40
No comments:
Post a Comment