Monday 18 April 2016

✦ Al Quran : Eh Imaan walon jo koi tum mein se apne deen se phir jayega to anqareeb Allah


Bismillahirrahmanirrahim
✦ Al Quran : Eh Imaan walon jo koi tum mein se apne deen se phir jayega to anqareeb Allah subhanahu aisee qaum layega ki Allah unko chahta hai aur wo usko chahte hain, musalmano par naram dil honge aur kafiron par sakht , Allah ki raah mein Jihad karenge aur kisi malaamat karne wale ki malamat se na darenge ye Allah ka fazal hai , wo jisko chahta hai deta hai aur Allah badi kushayeesh wala aur janne wala hai
Surah Maeda (5), 54
-----------
✦ अल क़ुरान : एह ईमान वालों जो कोई तुम में से अपने दीन से फिर जाएगा तो अनक़रीब अल्लाह सुबहानहु ऐसी क़ौम लाएगा की अल्लाह उनको चाहता है और वो उसको चाहते हैं, मुसलमानो पर नरम दिल होंगे और काफिरों पर सख़्त , अल्लाह की राह में जिहाद करेंगे और किसी मलामत करने वाले की मलामत से ना डरेंगे ये अल्लाह का फ़ज़ल है , वो जिसको चाहता है देता है और अल्लाह बड़ी कुशाइश वाला और जानने वाला है
सुराह माएदा (5) , #54
-----------
✦ O you who believe! Whoever from among you turns back from his religion (Islam), Allah will bring a people whom He will love and they will love Him; humble towards the believers, stern towards the disbelievers, fighting in the Way of Allah, and never fear of the blame of the blamers. That is the Grace of Allah which He bestows on whom He wills. And Allah is All-Sufficient for His creatures' needs, All-Knower.
Al Quran , Surah Maeda (5), 54

No comments:

Post a Comment