Thursday, 20 December 2018

Juma ki raat surah Al-kahaf padhni ki fazilat


Bismillahirrahmanirrahim
---------------
✦ Juma ki raat surah Al-kahaf padhni ki fazilat
-------------
✦ Abu Saeed Khudri radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah ﷺ ne farmaya jisne Juma ki raat surah kahaf padhi uske aur baitullah ke darmiyan noor ki  roshni ho jati hai
 (Note : jumerat ko magrib ke baad se juma ki raat shuru ho jati hai)
Saheeh Al-Jaami, 6471, Sunan Al-Daarimi, 3407-Sahih
Al Baihiqi, Subbul Iman, 2231-Hasan
-------------


from Quran Hadees http://bit.ly/2PTlGf5

No comments:

Post a Comment