Monday, 12 September 2016

Ek tihayee (1/3) pet khane ke liye, ek tihayee pet peene ke liye aur ek tihayee pet saans (hawa) ke liye rakhe

Bismilahirrahmanirrahim
Hadith : Ek tihayee (1/3) pet khane ke liye, ek tihayee pet peene ke liye aur ek tihayee pet saans (hawa) ke liye rakhe
----------------
✦ Miqdam bin Madikarib Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya aadmi pet se zyada bura koi bartan nahi bharta, aadmi ke liye chand niwale kaafi hain jo uski kamar seedhi rakhe aur aadmi ka nafs agar galib aa jaye ( yani zyada khane ko dil kare) to ek tihayee (1/3) pet khane ke liye, ek tihayee pet peene ke liye aur ek tihayee pet saans (hawa) ke liye rakhe
Sunan Ibn majah, Jild 3, 230-Sahih

✦ Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Do aadmiyon ka khana teen logon ke liye kafi hai aur teen aadmiyon ka khana chaar logon ke liye kaafi hai.
Sahih Bukhari, Vol 6, 5392
-----------
✦ मिकदाद बिन मादिकरीब रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया आदमी पेट से ज़्यादा बुरा कोई बर्तन नही भरता, आदमी के लिए चंद निवाले काफ़ी हैं जो उसकी कमर सीधी रखे और आदमी का नफ़स अगर ग़ालिब आ जाए ( यानी ज़्यादा खाने को दिल करे) तो एक तिहाई (1/3) पेट खाने के लिए एक तिहाई पेट पीने के लिए और एक तिहाई पेट साँस (हवा) के लिए रखे
सुनन इब्न माजा, जिल्द 3, 230-सही

✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया दो आदमियों का खाना तीन लोगों के लिए काफ़ी है और तीन आदमियों का खाना चार लोगों के लिए काफ़ी है.
सही बुखारी, जिल्द 6, 5392
-----------
✦ Miqdam bin Madikarib Radi Allahu anhu said I heard the Messenger of Allah (ﷺ) say: A human being fills no worse vessel than his stomach. It is sufficient for a human being to eat a few mouthfuls to keep his spine straight. But if he must (fill it), then one third of food, one third for drink and one third for air.
Sunan Ibn majah, Book 29, 3349-Sahih

✦ Narrated Abu Huraira Radi AllahuAnhu: ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "The food for two persons is sufficient for three, and the food of three persons is sufficient for four persons." 
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 65, No. 304
__._,_.___

No comments:

Post a Comment