Wednesday, 10 February 2016

Eh Aqal walo Qasas mein ( tumhare liye) zindagani hai taaki tum ( Qatl aur khooonrezi) se bacho

Bismillahirrahmanirrahim

Al Quran : Eh Aqal walo Qasas mein ( tumhare liye) zindagani hai taaki tum ( Qatl aur khooonrezi) se bacho

-------------------------------



Al Quran : Momeen tumko maqtulo ( jo qatl kar diye gaye hain) ke baare mein Qasas ka hukm diya jata hai , Aazad ke badle aazad aur gulam ke badle gulam aur aurat ke badle aurat.(Qatl ki jaye) Aur qatil ko uske bhai ki taraf se kuch maaf kar diya jaye to dastur ke muwafiq mutalaba karna chahiye aur usey neki ke saath ada karna chahiye ye tumhare RAB ki taraf se aasani aur meharbani hai phir jo uske baad zyadati kare to uske liye dardnak azab hai
Aur eh Aqal walo Qasas mein ( tumhare liye) zindagani hai taaki tum ( qatl aur khooonrezi) se bacho
AL Quran ,Surah Al-Baqara (2), Verse #178-179
-------------------------------


अल क़ुरान : मोमीनों तुमको मक़तुलो ( जो क़त्ल कर दिए गये हैं) के बारे में क़सास का हुक्म दिया जाता है , आज़ाद के बदले आज़ाद और गुलाम के बदले गुलाम और औरत के बदले औरत (क़त्ल की जाये) . और क़ातिल को उसके भाई की तरफ से कुछ माफ़ कर दिया जाए तो दस्तूर के मुवाफ़िक़ मुतालबा करना चाहिए और उसे नेकी के साथ अदा करना चाहिए ये तुम्हारे रब की तरफ से आसानी और मेहरबानी है फिर जो उसके बाद ज़्यादती करे तो उसके लिए दर्दनाक अज़ाब है और एह अक़ल वालो क़सास में ( तुम्हारे लिए) ज़िंदगानी है ताकि तुम ( क़त्ल और खूनरेज़ी) से बचो
अल क़ुरान ,सुराह अल-बक़रा (2), आयत #178-179
---------



Al Quran : O you who believe! Al-Qisas (the Law of Equality in punishment) is prescribed for you in case of murder: the free for the free, the slave for the slave, and the female for the female. But if the killer is forgiven by the brother (or the relatives, etc.) of the killed against blood-money, then adhering to it with fairness and payment of the blood-money to the heir should be made in fairness. This is an alleviation and a mercy from your Lord. So after this whoever transgresses the limits (i.e. kills the killer after taking the blood-money), he shall have a painful torment.
And there is (a saving of) life for you in Al-Qisas (the Law of Equality in punishment), O men of understanding, that you may restrain yourselves.

Al Quran, Surah Al-Baqara (2), Verse #178-179

No comments:

Post a Comment