Friday, 12 February 2016

Imam galti kare to bhi muqatadiyo ko uski namaz ka sawab mil jayega



Bismillahirrahmanirrahim
✦ Mafhum-e-hadith- Imam galti kare to bhi muqatadiyo ko uski namaz ka sawab mil jayega 
----------------------
✦ Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Imam logo ko namaz padhata hai, isliye Ager Imam ne sahi Namaz padhai to us ka sawab (imam ko bhi) aur tumhe bhi milega aur ager galti ki to bhi ( tumhari Namaz ka) sawab tum ko milega aur galti ka wabal us par (Imam par ) rahega
Sahih Bukhari, Vol.1, 694 
----------------------
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया की ईमाम लोगो को नमाज़ पढ़ाता है, इसलिए अगर ईमाम ने सही नमाज़ पढ़ाई तो उस का सवाब ईमाम को भी) और तुम्हे भी मिलेगा और अगर ग़लती की तो भी ( तुम्हारी नमाज़ का) सवाब तुम को मिलेगा और ग़लती का वबाल उस पर (ईमाम पर ) रहेगा
सही बुखारी, जिल्द 694 
----------------------
✦ Narrated Abu Huraira Radhi allahu anhu Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, The imam leads you in prayer, If the Imam leads the prayer correctly then (he and) you will receive the rewards but if he makes a mistake (in the prayer) then you will receive the reward for the prayer and the sin will be his." 
Sahih Bukhar : Vol. 1, Book 11, Hadith 663

No comments:

Post a Comment