BismillahirrahmanNirrahim
Hadith: Hasan aur Hussain Radi Allahu Anhuma Duniya mein mere Do khshubudar phool hain
Ibn Abi Nu'm se rivayat hai ki ek shaksh ne Abdullah bin umar radi allahu Anhuma se pucha ki agar koi shaksh (ehraam ki halat mein) makhkhi maar de to uska kaffara kya hoga is par Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu ne farmaya Iraq ke log makhkhi ke baarey mein sawal kartey hain jabki yahi log Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ke nawasey ko Qatl kar chukey hain jinkey baarey mein Rasoollallah Sallallahu Alaihi ne farmaya tha ki ye dono (Hasan aur Hussain Radi Allahu Anhuma) Duniya mein mere Do khshubudar phool hain
Sahih Bukhari, Vol 5, 3753
-----------------------
इब्न अबी नूम से रिवायत है की एक शख्स ने अब्दुल्लाह बिन उमर रदी अल्लाहू अन्हुमा से पूछा की अगर कोई शख्स (एहराम की हालत में) मक्खी मार दे तो उसका कफ़्फ़रा क्या होगा इस पर अब्दुल्लाह बिन उमर रदी अल्लाहू अन्हु ने फरमाया इराक़ के लोग मक्खी के बारे में सवाल करते हैं जबकि यही लोग रसूलअल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम के नवासे को क़त्ल कर चुके हैं जिनके बारे में रसूलअल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया था की ये दोनो (हसन और हूसेन रदी अल्लाहू अन्हुमा) दुनिया में मेरे दो खुशबूदार फूल हैं
सही बुखारी, जिल्द 5, 3753
-----------------------
Narrated Ibn Abi Nu'm radi allahu anhu : A person asked 'Abdullah bin 'Umar radi allahu anhu whether a Muslim could kill flies. I heard him saying (in reply). "The people of Iraq are asking about the killing of flies while they themselves murdered the son of the daughter of Allah's Apostle Peace be upon him. About whome the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, They ( Hasan and Husain Radi Allahu Anhuma) are my two sweet basils (smelling flowers) in this world."
Sahih Bukhari, Book #57, Hadith #96
__._,_.___
No comments:
Post a Comment